Posts

Showing posts with the label Home Remedies

Simple Turmeric Face Packs For Fair & Glowing Skin

Image
Haldi Face Packs Namaskar dosto aj mein ek bhut ki achhi home remedy le kar aya ho jo ki app ka face ki har problem fir chaiye wo kalepan, pimples, acne ya fir Dark Spots ki ho jad se khatam ho jagi. To dsoto hum is remedy ho tayar krne ki liye mane kuchh bhut hi asan se ingredients use kiye hai jo ki asani se hmari gharo mein available hoti hai. ye nuskha bhut hi jasa kar gaar ap is nuskhe ko ek week me kam se kam 3-4 baar apply kar sakte hai. Ager aap ko jaldi or bahter result chaiye to aap is nuskhe ko daily bhi apply kar sakte hai apni jarurt ke hisab se. to fir chaliye dosto nuskha banate hai. Ingredients Turmeric 1 tsp Atta flour 1tsp Rose water 2,1/2 tsp Turmeric (haldi) : Haldi ke bare me to hum sabhi jante hai ki haldi humri skin ke liye kitni labdayek hai. Hum Indian's is ke faidye bali bhanti jante hai. tabhi to gharo me kaffi nushke banae me haldi ka istemal kiya jata hai. गर्भवती महिलाओं की देखभाल एवं सावधानियां अल्ट्रासाउंड स्कैन / सोनोग्राफी क्या ...

One of The Best Bee Sting Home Remedies

Image
Hello Friend's :) shayed hi koi esa insan hoga is ko kabhi madhumakhi ne nhi kata hoga, jab madhumakhi dank marti h to bhut jalen or swelling aa jati h jis se ke hume bhut taklif hoti h ager kuchh dino me rahat na mile to taklif bad bhi sakti h ji se aap ko doctor se milna bhi pad sakta hai . Duniya me 3-4 Madhhmakhi ki ashi parjati h ager ye kat le to janliwa bhi sabhit ho sakti h kaffi logo ki mot (death) ka karan bani hai . Mera Bachpan ek chote se ghanv me bitta h mujhe aj bhi yaad h mare ghar me ek neem ka ped (tree) hota tha jis pr garmioo (summer) me neemoli (fruit) lagta tha jis ko khane ke liye neem pr chad jata tha or kabhi khabi madhumakhio mare ko kat leti thee jis se mare ko pein or jalen hoti thi us ke bad mare dadi ma (grandmother) Homes remedy se mera treatment krti thi jis se mare kaffi raht mil jatti thi . Mein kuchh esi home remedies btaunga jis ke estemal se ap rahat pa sakte. Sabun (Soap) Mein janta hu ye sun kar ap kaffi hran ho rhe hongie ki madhumkhi ka...