One of The Best Bee Sting Home Remedies




Hello Friend's :) shayed hi koi esa insan hoga is ko kabhi madhumakhi ne nhi kata hoga, jab madhumakhi dank marti h to bhut jalen or swelling aa jati h jis se ke hume bhut taklif hoti h ager kuchh dino me rahat na mile to taklif bad bhi sakti h ji se aap ko doctor se milna bhi pad sakta hai . Duniya me 3-4 Madhhmakhi ki ashi parjati h ager ye kat le to janliwa bhi sabhit ho sakti h kaffi logo ki mot (death) ka karan bani hai .

Mera Bachpan ek chote se ghanv me bitta h mujhe aj bhi yaad h mare ghar me ek neem ka ped (tree) hota tha jis pr garmioo (summer) me neemoli (fruit) lagta tha jis ko khane ke liye neem pr chad jata tha or kabhi khabi madhumakhio mare ko kat leti thee jis se mare ko pein or jalen hoti thi us ke bad mare dadi ma (grandmother) Homes remedy se mera treatment krti thi jis se mare kaffi raht mil jatti thi .

Mein kuchh esi home remedies btaunga jis ke estemal se ap rahat pa sakte.

Sabun (Soap)

Mein janta hu ye sun kar ap kaffi hran ho rhe hongie ki madhumkhi katne ke bad Sabun ka kya kaam ji ha dosto ye Nuskha 100% karger hai. Ager ap ni madhumkhi katne ke turnt bad 5-7 minutes tak sabun se dhone pr rahat milte h aap ko jalen or pein nhi hoga.  Swelling to bilkul bhi nhi aygi. Ye nushka mene bhi kaffi bar apnaya h or mare ko har problem se rahat mil hai. be fikar ho kar ap is nuskhe ko apnye mein guarantee ditta hu ek ap ko swelling, pein or jalen se rahat milegi.


Garam loha 

Dosto ye nushka kaffi log apnate h. Jese hi madhumakhi kat le to turnt kand nikal kr us pr halka garm loha ragd dine se kaffi rahat mil jate h. Or thodi time ke bad swelling bhi kam atti h ye nushkha kaffi purana h or log es pr bharusa bhi krte hai.

ICE

madhumakhi kate pr tthnda panni ya fir ICE lgane se bahut rahat milte hai. ek cooten ke kapde mein kuchh barph (Ice) ke tukade len aur jha dank lga hai us bhaag par 8-9 minute tak rakhen. isakee thand se rakt vaahikaen sankramit ho jaengee aur dard aur khujalee ka ahasaas nahin hoga.

Toothpaste
Kuchh log madhumakhi kee dank se phailaane vaale jahar(poison) ko kam karane ke liye toothapest ka bhee istemal karte hain isake lie madhumakhi kee dank vaalee jagah pr toothpaste ka lap lga diya jata hai. lakin is nushke ko pure din me kam se kam 4 se 5 bar lgana padtta hai jis se swelling nhi atti.


Honey

Ji ha dosto madhumakhi ke katne pe aap Honey bhi lga sakte hai or ye nuskha kaffi karger hai. jis jagah pe makhi ne kata hai us jagah pr kam se kam 20 minutes tak lga kar rakhne se pein or jalen kam ho jatti hai.




Comments

Popular posts from this blog

Semen Analysis - शुक्राणु विश्लेषण के परिणाम को समझे

एंडोरा मास के फायदे और नुकसान? Endura Mass Weight Gainer Review

अल्ट्रासाउंड स्कैन / सोनोग्राफी क्या है? सोनोग्राफी के बारे में पूरी जानकारी