Tasty and Healthy Facts About Chocolate You Need to Know


Namaskar dosto aj mein app Chocolate ki kuchh amazing or healthy facts btaunga jis ko jan kar app ascharchkit ho jenge. Humre life me chocolate ek impotent role play krta hai ager kise bache ko khuchh krna ho to chocolate gift dina ho to chocolate apni girlfriend ko manana ho to chocolate. chocolate ke svaad ne sabako apanee divaan bana diya hai. Chocolate ke bare me sunte hi humre muh me panni aajata h or aaye bhi ku na chocolate tasty hi bahut hotti hai. fir chahiye bachhe ho ya bhude sabhi is tast ke diwane hai pr kya app chocolate ke shocking or amazing facts jante hai? aj mein ap ko chocolate ke healthy or tasty facts btaunga jo ki bhut kam hi logo ko malum hai.

Jab bhi mein apni girlfriend se milne jata hu to mein us ke liye chocolate or ek rose le jata .mare girlfriend bhut khush ho jati h us chocolate bhut pasend h or wo apni chocolate mare sath share kri hai or hum dono ek dure ke kaffi krib aa jate h. Es liye mare personal life me bhi chocolate ka ek important role h. Haal hi bhuie ek research me ye paya gya h ladkio ko utejit krne me chocolate de jaye to ye karger hai. 74% girls ye manti h ki jab boyfriend un ke liye chocolate le kar aatte h tab bhut achha lgta h or vha mare boyfriend ke or karib ana chahti hai.

Aaie jaanate hain ki chocolate se jude usake itihaas se lekar ab tak ke kuchh interesting facts.


  • Chocolate banaane ka sabase pahale masheen 1780 baarsilona mein bane the.
  • 7th  July ko america mein "chocloate day" manaaya jaata hai.
  • 20th century ko america ke sainiko ne yuddh ke dauraan chocolate ko apane bhojan me aahar ki tarh samil kiya tha.
  • Chocolate dog's or cat's ke liye hanikark hote hai is ke istemal ke un ki jaan ko khatra bhi ho sakta hai.
  • Duniya me 40% baadaamon (almonds) ka upayog to chokalet banaane mein kiya jata hai.
  • Har second mein america mein 48 Kg chocolate khaee jaatee hai.
  • Chocolate se bane duniya ki sab se bada ghadee (clock) Germany mein hai.
  • Chocolate khaane se weight badhaane vaala bhojan (fast-food) khhane kee ichchha kam ho jaatee hai, jis se ap ki health me improvement aati hai.
  • Chocolate ke 600 se adhik flavor's hote hai or vhi red wine 200.
  • kraantikaaree yuddh ke dauraan, kabhee-kabhee sainikon (soldiers) ko bhi chocolate mein bhugataan kiya jaata tha.
  • Chocolate kee ek bite khaane se Insan ko 0.0932057 mile chalane kee oorja aa jaati hai






Comments

Popular posts from this blog

Semen Analysis - शुक्राणु विश्लेषण के परिणाम को समझे

एंडोरा मास के फायदे और नुकसान? Endura Mass Weight Gainer Review

अल्ट्रासाउंड स्कैन / सोनोग्राफी क्या है? सोनोग्राफी के बारे में पूरी जानकारी